باب شہر علم
لو کرنے تشنگان علم کو سیراب یا ہے
علوم شہر نبوی کا مکمل باب آیا ہے
محبت جن کی قرآں نے ضروری ہم پہ کر دی ہے
انہی پانچوں میں نام حیدر نایاب آتا ہے
نبی کی آل کے دشمن کا تم بھی جائزہ لے لو
وہ آیا ہے مگر بے چین ہے بے تاب آیا ہے
میری مشکل کشائی کیجیے مشکل کشا میرے
پھنسا ہوں میں میرا بیڑا تہے گرداب آیا ہے
ثنا خوان علی ابن ابی طالب میں شامل ہے
زہے قسمت مشارق ہاتھ میں سیماب آیا ہے
Baab Sheher Ilm
Lo karne tashnagan-e-ilm ko sairaab aaya hai
Uloom sheher-e-Nabavi ka mukammal baab aaya hai
Mohabbat jin ki Qur’an ne zaroori hum pe kar di hai
Inhi paancho mein naam Haider naayaab aata hai
Nabi ki Aal ke dushman ka tum bhi jaa’iza le lo
Woh aaya hai magar be chain hai be taab aaya hai
Meri mushkil kashaai kijiye mushkil-kusha mere
Phansa hoon main mera beRa tahe gardab aaya hai
Sana khwan Ali ibn Abi Talib mein shaamil hai
Zahe qismat Mashariq haath mein seemaab aaya hai