قدوم مصطفی کا ہی نشاں معلوم ہوتی ہے

syed Mashariqul anwar

معلوم ہوتی ہے

قدوم مصطفی کا ہی نشاں معلوم ہوتی ہے
گلی طیبہ کی مثل کہکشاں معلوم ہوتی ہے

فتح مکہ کے دن سرکار کی رحمت کوئی دیکھے
ابو سفیاں کے گھر میں بھی اماں معلوم ہوتی ہے

اٹھے گی پھر مشارق پر نگاہ رحمت عالم
اثر انداز اس کی بھی فغاں معلوم ہوتی ہے

بقیہ اشعار نہیں ملے

تاریخ ۱۵ اگست ۲۰۰۷ عیسوی غریب خانہ پر


Maloom Hoti Hai

Qudoom-e-Mustafa ka hi nishaan maloom hoti hai
Gali Tayba ki misl kahkashaan maloom hoti hai

Fatah Makkah ke din Sarkar ki rehmat koi dekhe
Abu Sufiyaan ke ghar mein bhi amaan maloom hoti hai

Uthe gi phir Mashariq par nigah-e-Rehmat-e-Aalam
Asar andaaz us ki bhi fighaan maloom hoti hai

Baqiya ash’aar nahin mile

15 August 2007 Aiswi Ghareeb Khana par

Tagged:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *